Pages
Home
About Us
Cantact Us
Privacy Policy
Showing posts with label
Daagh Dehlvi
.
Show all posts
Showing posts with label
Daagh Dehlvi
.
Show all posts
Wednesday, August 2, 2017
Ayadat Ko Meri Aaa Kar Wo Ye Taakid Karte Hai
Ayadat Ko Meri Aaa Kar Wo Ye Taakid Karte Hai,
Tujhe Hum Maar Dalenge Nahin To Jald Accha Ho...
Tuesday, July 4, 2017
sab log jidhar wo hain udhar dekh rahe hain (Daagh Dehlvi) Ghazal
sab
log
jidhar
wo
hain
udhar
dekh
rahe
hain
hum
dekhne
walon
ki
nazar
dekh
rahe
hain
tewar
tere
ai
rashk-e-qamar
dekh
rahe
hain
hum
sham
se
aasar-e-sahar
dekh
rahe
hain
mera
dil-e-gum-gashta
jo
DhunDa
nahin
milta
wo
apna
dahan
apni
kamar
dekh
rahe
hain
koi
to
nikal
aaega
sarbaz-e-mohabbat
dil
dekh
rahe
hain
wo
jigar
dekh
rahe
hain
hai
majma-e-aghyar
ki
hangama-e-mahshar
kya
sair
mere
dida-e-tar
dekh
rahe
hain
ab
ai
nigah-e-shauq
na
rah
jae
tamanna
is
waqt
udhar
se
wo
idhar
dekh
rahe
hain
har-chand
ki
har
roz
ki
ranjish
hai
qayamat
hum
koi
din
us
ko
bhi
magar
dekh
rahe
hain
aamad
hai
kisi
ki
ki
gaya
koi
idhar
se
kyun
sab
taraf-e-rahguzar
dekh
rahe
hain
takrar
tajalli
ne
tere
jalwe
mein
kyun
ki
hairat-zada
sab
ahl-e-nazar
dekh
rahe
hain
nairang
hai
ek
ek
tera
did
ke
qabil
hum
ai
falak-e-shobada-gar
dekh
rahe
hain
kab
tak
hai
tumhaara
suKHan-e-talKH
gawara
is
zahr
mein
kitna
hai
asar
dekh
rahe
hain
kuchh
dekh
rahe
hain
dil-e-bismil
ka
taDapna
kuchh
ghaur
se
qatil
ka
hunar
dekh
rahe
hain
ab
tak
to
jo
qismat
ne
dikhaya
wahi
dekha
aainda
ho
kya
nafa
o
zarar
dekh
rahe
hain
pahle
to
suna
karte
the
aashiq
ki
musibat
ab
aankh
se
wo
aaTh
pahar
dekh
rahe
hain
kyun
kufr
hai
didar-e-sanam
hazrat-e-waiz
allah
dikhata
hai
bashar
dekh
rahe
hain
KHat
ghair
ka
paDhte
the
jo
Toka
to
wo
bole
aKHbar
ka
parcha
hai
KHabar
dekh
rahe
hain
paDh
paDh
ke
wo
dam
karte
hain
kuchh
hath
par
apne
hans
hans
ke
mere
zaKHm-e-jigar
dekh
rahe
hain
main
'dagh'
hun
marta
hun
idhar
dekhiye
mujh
ko
munh
pher
ke
ye
aap
kidhar
dekh
rahe
hain
------------------------------
Older Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)